Sunday, April 27, 2014

keya zakar (Private part) ko chune se wuzu toot jaata hai ?



keya zakar ( Man private part) ko chune se wuzu toot jaata hai ?

Assalamualaykum wa rahematullahi wa barkatahu

Dosto tamam Ahl e Tauheed k nazdik zakar ( Man private part) ko chune se wuzu toot jaata hai. nd iski dalil bhi Ahadith e Rasool (s.a.w) me mozud hai riwayat kuch is tarah hai.

وَعَنْ بُسْرَةَ بِنْتِ صَفْوَانَ رَضِيَ اَللَّهُ عَنْهَا; { أَنَّ رَسُولَ اَللَّهِ - صلى الله عليه وسلم -قَالَ: "مَنْ مَسَّ ذَكَرَهُ فَلْيَتَوَضَّأْ" } أَخْرَجَهُ اَلْخَمْسَةُ, وَصَحَّحَهُ اَلتِّرْمِذِيُّ, وَابْنُ حِبَّان َ (92) .
1 - صحيح. رواه أبو داود (181)، والنسائي (100)، والترمذي (82)، وابن ماجه (479)، وأحمد (6 /406)، وابن حبان (212 موارد). وقد أعل هذا الحديث بما لا يقدح، كما هو مبين "بالأصل".

TARJUMA:- Hazrat Bushr Binte Safwan (r.a) se marwi hai k Rasoolullah (S.A.W) ne farmaya
Jis shakhs ne apne zakar ko chhuwa use chahiye ke wo wuzu kare.

Is riwayat ko Imam Tirmizi aur Imam Ibne Hibban ne sahi kaha hai, aur Imam Bukhari (rh) ki yah raay hai ki is baab me yah Hadith sab se sahi hadith hai.

Ab aate hai fiqah hanfi ki taraf fiqah hanfi poori k poori Quran aur hadith k khilaf amal karti hai fiqah hanfi ke nazdik zakar ko chune se wuzu nai toot ta or apna mazhab sahi saabit karne k liye edi choti ka jor lagate hai or dalil me ye hadith pesh karte hai. Hadith kuch is tarah hai.

وَعَنْ طَلْقِ بْنِ عَلِيٍّ - رضى الله عنه - قَالَ: { قَالَ رَجُلٌ: مَسَسْتُ ذَكَرِي أَوْ قَالَ اَلرَّجُلُ يَمَسُّ ذَكَرَهُ فِي اَلصَّلَاةِ, أَعَلَيْهِ وُضُوءٍ ? فَقَالَ اَلنَّبِيُّ - صلى الله عليه وسلم -"لَا, إِنَّمَا هُوَ بَضْعَةٌ مِنْكَ } أَخْرَجَهُ اَلْخَمْسَةُ, 

وَصَحَّحَهُ اِبْنُ حِبَّان َ (91) .
2 - حسن. رواه أبو داود (182 و 183)، والنسائي (101)، والترمذي (85)، وابن ماجه (483)، وأحمد (43)، وابن حبان (207 موارد). ولكن ينبغي معرفة أن هذا الحديث منسوخ، إذ قال ابن حزم 

في "المحلي" (139) ولنعم ما قال: "هذا الخبر -خبر طلق- صحيح إلا أنهم لا حجة لهم فيه لوجوه: أحدها: أن هذا الخبر موافق لما كان الناس عليه قبل ورود الأمر بالوضوء من مس الفرج، هذا لا شك فيه، 

فإذا هو كذلك فحكمه منسوخ يقينا حين أمر رسول الله صلى الله عليه وسلم بالوضوء من مس الفرج، ولا يحل ترك ما تيقن أنه ناسخ، والأخذ بما تيقن أنه منسوخ. وثانيها: أن كلامه عليه السلام: "هل هو إلا 

بضعة منك؟" دليل بين على أنه كان قبل الأمر بالوضوء منه؛ لأنه لو كان بعده لم يقل عليه السلام هذا الكلام، بل كان يبين أن الأمر بذلك قد نسخ، وقوله هذا يدل على أنه لم يكن سلف فيه حكم أصلا، وأنه 

كسائر الأعضاء" .

TARJUMA :- Talaq bin ali r.a ne bayan kiya ki ek sakhs ne kaha maine apni sharmgaah ko haath lagaya hai yaa yun kaha ki ek aadmi namaz me apni sharmgaah ko haath lagata hai to kya use naye sire se wuzu karna chahiye ?
To Nabi e Karim s a w ne nahi wah to tere apne jism ka ek tukda hai.
Ab aap dekhenge ki yahan ye do hadith ek dusre se takra rahi hai to ulemao ne Isme tatbiq ki surat Ikhtiyar ki aaiye hm dekhte is masle me salaf saalehin ki kya raay hai.

1.
ہےـ حضرت عمر ' حضرت ابن عمر' حضرت ابو ہريرہ' ابن عباس' حضرت سعد بن ابی وقاص رضی ﷲ عنھم' امام عطاء' امام زہری' حضرت سعيد بن مسيّب' امام مجاہد' امام آبان بن عشمان' 

حضرت سليمان بن ليسار' امام شافعی' امام احمد' � امام مالک اور امام اسحاق رحمہم ﷲ کے نزدیک آلہ تناسل کو چھونے سے وضوء ٹوٹ جاتا ہے ـ ان کی دليل حدیثِ بسرہ ہےـ
2. ابن حزم ؒ فرماتے ہے وضوء ٹوٹ جاتا ہے اور حدیثِ طلق منسوخ ہےـ (المحلی-٢٣٩/١)
3. صديق حسن جاںؒ فرماتے ہے ـ حق بات يہی ہے کے وضوء ٹوٹ جاتا ہےـ - ((الروضة الندية- ١/١٠٢)
4. راجح -- الہ تناسل کو چھو نے سے وضوء ٹوٹ جاتا ہے بشرطیکہ بغیر کسی کپٹرے يا پردے وغیرہ کے چھوا جائے ـ (نيل الأو طار(٣٠٤٣١) تحفة الاٴ حوذی ((١/٢٨٢)
جيسا کے حضرت ابو ہريرہ رضی ﷲ عنھم سے مروی ہے کے نبی ﷺ نے فرمایا جو شخص اپنے آلہ تناسل کو بغير کسی پردے کے چھوے تو اس پر وضوء واجب ہےـ" مسند شافعی کی روایت 

مي يہ لفاظ ہیں ( إذ أفضی أحد کم إلی ذکرہ ليس بينھا و بينه شیٔ فليتو ضأ) -- (صحیح : أحمد ((٢/٣٣٣) طحاری(١/٧٤) الأم الشافعی (٣٤٣١) مسند شافعی ((١/٣٤) - ابن حبان ((٢١٠
شيج حازم علی قاضی نے اسے صحیح کہا ہے-(التعليق علی سبل السلام ((١٣٩٣١)

Is hadith se saabit hota hai ki bagair kapde k zakar ko chune se wuzu toot jaata hai or kapde ki aad me chuwe to nai toot taa.

Sunday, April 20, 2014

Abu hanifa aur padosi se jhagra


::IMAM e AAZAM:: (Abu hanifa)
Assalamu Alaikum wa Rahamatullah wa Barkatahu

Aaiye aaj dekhte hain ke imam Abu hanifa ko mohaddasin kis wajah se pahchante the , pahle hum farman e rasool yani hadees dekhte hai.

Rasoollallah Sallallaho alaihey wasallam ne farmaya "wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (padosi) uskey aeiza resaniyon (Taqleefon) se mehfooz na ho."
[Sahih Muslim, 58]


Aap logo ne Hadees padh kar ye andaz laga liya hoga ke main "Imam E Aazam" Abu Hanifa ke zindagi ki kuch anchuyee pahlu ko aap ke samne rakh raha hoon,

Imam E Aazam ka apne padosi ke saath kaisa husn e akhlaq tha. ya u kahein ke  Abu Hanifa ko muhaddisin kis wajah se pahchante the.

Dosto har sakhs ki ek pahchan hoti hai jiske jariye ham ek dusre ko yaad karte hai, aur jiski wajah se ehsas hota hai ke kisme kitni khubiya'n ya khamiya hai, sach to yahi hai ke hamara parosi hi hamari sakhsiyat ka akkashi karta hai,agar hamara rishta padosi ke sath achha hoga to ham achhe hai, warna bure insan hue.

Khud Aap (s.a.w) ko
Allah ne parodisiyo ka itna khayal rakhane ka hukam diya ke
Aap (s.a.w) ko guman hone laga ke , allah paroshiyo ko waris bana denge.
To dusri taraf HANIFIYO ke Imam E Aazam yani imam abu hanifa kisakhsiyat bilkul ulat hai. Itni alag ke shayad aap pahchan na paaye ke imam aisa bhi ho sakta hai, kazi sharik se riwayat hai ke ,ham log imam abu hanifa ko apne padosiyo se jhadga karne ki wajah se pahchante the... Aksar aisa hota ke wo jagda karte hue najar aate the, aur

Walid Bin Muslim ne kaha jo ke main Abu Hanifa ka padosi tha, main uske jhagde se tang aake uska pados me rahna chhod diya. Aur ek dafa aisa hua ke imam malik mujhse mile, to unhone kaha ke kya tumhare shahar me Abu Hanifa rahta hai, maine kaha haa to unhone kaha ke tumhare shahar me rahna munasib nahi hai...
[Zua'fa wal Matrakun jild 1/224]

Ab to aap logon ko "Imam E Aazam" ka padosiyon ke saath kis tarah ka husne salook tha pata chal gaya hai ......

Afsos phir bhi inhe Aazam ke laqab se nawaza gaya ..?

Allah pak hum musalmano ko apne padosiyon ke saath achhe husne salook ke saath rahne ki toufiq dein ... AAMEEN

Saturday, April 19, 2014

Wednesday, April 16, 2014

2 Jahannami ka Guroh



Jahannami ka Guroh

Hazrat Abu Huraira RadiyAllahu Anhu se Riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu Aliahi Wasallam ne Irshad Farmaya “Jahannam mein jane wale 2 Guroh aise hain jo Main ne abhi tak nahi daikhe (Aur wo mere Baad dunya mein paida honge),

(1) Aise log Aayenge Jin ke paas Bail ki dumon ki tarah sakht kode honge jin se wo logon ko (Zulm se) mara karenge.

(2) Aisi Aourten paida hongi jo kapde pahenne ke bawajood Nangi hongi (yani bareek aur tang kapde un ke Jism par honge), Mardon ko (Adaye dikha kar) apni Janib Mayel karne wali aur khud Mardon ki Janib Mayel hone wali hongi, Un ke sir bakhti Oonton ke kohaan ki tarah (Balon mein unche jode lagane ki wajah se) Aik taraf jhuke honge, Aisi Aourten na Jannat mein Jayengi aur na Jannat ki khushbon Soongh sakengi Halan ke Jannat ki khushbon Door door tak Sunghi jati hai.
[Urdu Ref :: Sahih Muslim :: Vol.6 :: Hadith 7194]

Bakhti oont – Aik qism ka bada oont
Kohaan - Oont ki peet ki bulandi, Saand ya Bail ka Uncha kandha.